This is a video I had seen a few years back. I apologise for not knowing the esteemed persons in the video, but what he spoke should be chiseled in stone and put in every town square for people to read and have some shame and improve. There is not much inherent difference between our countries.

Agar misaal deen se hi deni hai toh durust andaz mein di jaye, Imam Ali a.s ko qoute kia gaya hai toh phir unke betey Imam Jaffar Sadiq a.s ko bhi qoute karna chahiye, Imam Jaffar a.s farmatey hein ke "Jab tum haya na karo, toh phir jo chahey wo karo."
Haya ka taaluq humare aohrhney bichoney, bol chaal, chalne phirney, aur kis tarhan hum apne personal boundaries ka taa'yun kartey hein usko kaha jata hai, ye baat akhir kaar jakar humare ikhlaaq per hi ajati hai.

Ab ye alheada behes hai ke hum maghrib se is maamley mein ache hein yan nahi, lekin mere khayal se Hasan Nisar sahab se mazhab mein isi baat ke pehlu ko mahloof-e-khaatir nahi rakhe.

/r/pakistan Thread Link - v.redd.it